Thursday 5 January 2017

Arijit Singh & Shahrukh Khan - Raees - Zalima Lyrics

Zalima is the latest Hindi track from the forthcoming film 'Raees'. The song in the voices of Arijit Singh and Harshdeep Kaur.

Song - Zaalima
Music - JAM8
Lyrics - Amitabh Bhattacharya
Singers - Arijit Singh and Harshdeep Kaur
Written by - Rahul Dholakia, Harit Mehta, Ashish Vashi & Niraj Shukla
Movie - Raees (2017)
Director Of Photography - K.U Mohanan ISC
Produced By - Ritesh Sidhwani, Gauri Khan & Farhan Akhtar
Directed By - Rahul Dholakia

Arijit Singh & Shahrukh Khan - Raees - Zalima Lyrics 



Jo teri khaatir tadpe pehle se hi
Kya use tadpana
O zalima
O zalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi
Kya use behkana
O zalima
O zalima (2x)

Aankhen marhababaatein marhaba
Main sau martaba deewana hua

Mera naa raha jab se dil mera
Tere husan ka nishana hua

Jiski har dhadkan tu ho aise
Dil ko kya dhadkana
O zalima
O zalima

Jo teri khaatir tadpe pehle se hi
Kya use tadpana
O zalima
O zalima

Saanson mein teri nazdeekiyon ka
Itar tu ghol de.. ghol de
Main hi kyu ishq zaahir karu
Tu bhi kabhi bol de.. bol de (2X)

Leke jaan hi jaayega meri
Kaatil har tera bahana huaa

Tujhse hi shuru
Tujhpe hi khatam
Mere pyaar ka fasaana huaa
Tu shamma hai toh yaad rakhna
Main bhi hun parwaana
O zalima
O zalima

Jo teri khaatir tadpe pehle se hi
Kya use tadpana
O zaalima
O zaalima

Deedaar tera milne ke baad hi
Chhoote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi
Kyu iss tarah se duniya jahan mein
Karta hai meri rusvayi
Tera kusoor aur zaalima main kehlayi

Deedaar tera milne ke baad hi
Chhoote meri angdaayi
Tu hi bata de kyu
Zaalima main kehlayi
Tu hi bata de kyu
Zalima main kehlayi


No comments:

Post a Comment